Skip to main content

Posts

Showing posts from November, 2020

Humanity

Wo jaan ka nazrana dy kar Logon ka dil behlaty han Khud reh na sakyn beshaq ek pal Oron ko aas dilaty han Logon ki Khushi man khush ho kar Khushiyan har dam phelaty han Aansu aa jayn kisi ko jab Kaan or kaandha ban jaaty han Dil phatny lagy jab un ka to Kisi or ka dil behlaty han Parwah khud ki na karty par Sab ke har kaam wo aaty han Han kon ye sab, kia raaz ha ye Kesy har kaam man aaty han Insan han ham, kehty han sabhi Insan ke kaam hi aaty han