Skip to main content

Posts

Showing posts from June, 2020

Aik Aansu ki Kahani

Ha mera kaam is dunya man logon ko milany ka Ho jab chahat kisi ki ha hamara wakt aany ka Man jab aaon to laata sath hun gham baantny wala Koi ujry howe us dil ki haalat jaan'ny wala Mujhe jazbaat kehty han koi kehty han kamzori Koi aany py mery thaam lety dil ko han fori Mery aaty hi jaaty han bohot sy log mujh sy door Magar us aik ki khatir ha aana mera bhi zaroor Wo ek insan jo baanty gham-o-ghussa sabhi ka hi Jo thaamy dil ko or boly hun tery sath ab man bhi Man ek shab soch hi man tha k kab aaon man kab aaon Ishaary to bohot thy par na un ko man samajh paon Ke itny man ijazat mil gai mujh ko bhi aany ki Tha khush man aaye ga koi kisi k kaam aany bhi Jo darwazy ko pohoncha to ye dekha ha nahi koi Jo aye karny jhooty mun hi is ki thori dil joi Nahin ha kaam mera par man pucha kia hoa sahab Kyon di awaz jab na tha koi milny ko bhi sahab Wo bola ha bulaya tm ko taake tm ko batlaon Jo soompa ha gaya tm ko man wo ab kaam badlaaon Meri dunya man rehti ha hamysha dhoom logon ki Meri h...