Agar hamara jo haal pucha To Jaan-e-Jaanaan man ro parun ga Jo tooty dil ka sawaal pucha To Jaan-e-Jaanaan man ro parun ga Kabhi jo hansta tha dil hamara Kabhi jo ronak man khelta tha Jo pucha ab hai kahan wo ronak To Jaan-e-Jaanaan man ro parun ga Meri Khushi ki wajah tha koi Ke jis ko man dil sy chahta tha Agar jo pucha kahan gaya wo To Jaan-e-Jaanaan man ro parun ga Ke jis ki khatir man jaagta tha Ke jis ko har pal man sochta tha Jo pucha ab raat guzry kesy To Jaan-e-Jaanaan man ro parun ga Bicharny waly to hain hazaaron Magar tmhan un man na gina tha Bicharny ka gar sabab jo pucho To Jaan-e-Jaanaan man ro parun ga Har ek ny jaana hai zindagi sy Har ek ny lena ha raah apna Magar jo maazi ki yaad kholun To Jaan-e-Jaanaan man ro parun ga Sataati hai yaad us ki mujh ko Kabhi mery hath kaampty han Mujh jo yaad aye wo aik pal ko To Jaan-e-Jaanaan man ro parun ga Isi liye main nahi raha main Ke jesy us man hi reh gaya hun Agar jo mery wo roo baroo ho To Jaan-e-Jaanaan man ro parun ga To i...
I'm your humble admin Muawiz Naim I'll be sharing some of my thoughts with you beautiful people and what's the most beautiful way to convey something that hits the heart? Poetry ❤️