Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2020

Hum Yaad Unhi Ko Karty Han 💔

Kuch log jahan man bethy han Jo yaad hamin ko karty han Par jo karta ha nazar'andaaz Hum yaad unhi ko karty han Ham din ke wakat uth jaaty han Or kaam par apny jaaty han Par raat ko thak kar jub bethyn Hum yaad unhi ko karty han Ho raat ya ho din ka samaan Hon hal bury ya hon khush'haal Dil taaza ho ya ho bezaar Hum yaad unhi ko karty han Han kon koi ye jaany na Ham par ye jaadu karty han Ke dunya bhula kar ke saari Hum yaad unhi ko karty han Kia ha esa is insaan man Jo is man hum kho jaaty han Or kho k hosh hawaas apny Hum yaad unhi ko karty han Man ny dil ko samjhaya ha Dehaan bhi bohot bataye han Par jab bhi sochna kuch chahyn Hum yaad unhi ko karty han Ro ro kar haal bigaara ha Khud ko barbaad kar bethy han Par hath dua man joryn to Hum yaad unhi ko karty ha

Pardy Ki Ahmiyat 🧕🏻

Sunaon man tmhan ek raaz ek bholi si larki ka Tha jis ka aashiyana ek huseen aaftab ke jesa Ke jo us ki nigahon sy nigahyn chaar kar bethy Wo bus chahy usi ka naam usi ke saye ka saya Thi wo parion ki ek raani ke sir py taaj rehta tha Tahaffuz har nazar har shar sy us ko saya deta tha Wo jub nikly chaman sy door kahin to dekh ke har fard Dekhany izzat-o-aajizi nigaahon ko jhuka leta Tha koi raaz us ke taaj man jo jaan'ny khaatir Chala man us pari k aashiyany ki tarf paidal Jo man ny jaa k pucha hai koi to ek awaz aai Hun parion ka muhafiz ha bachana kaam hi mera Jo pucha kesy karty ho tm apny farz ko adaa Bataya ek nacheez hun man, hai taaqat sub usi ny di Ke jis ke sir py aa jaon tahaffuz us ko deta hun Magar milta ha hai sub ko aik hi zaat-e-mubarak ka Jo pucha us ka kia jo tujh to rakhty han chupa kar ke Na tujh ko sir py lety han na leny kisi ko dety han Bataya hun nacheez himmat nahi un ko bachany ki Ke jis ny phera mun mujh ...

Earth Angel ❤️

Kia bataon main ny hai kia dekha Thi koi wo aarzoo-e-aaftaab  Ho chaman ki pahli kali jesy Jesy ho koi khilta hoa gulaab Jisy dekh kar mera dil kahy Hai nahi or koi esa kahin Jis ki aik muskaan ko dil mera Kary lakh khushiyan us par qurban Jis ki palkon ki adayn dekh kar Jalyn titliyan, chalyn kehkashaan Jis ki jhuki nazar kary har nagar Dil py har kisi k haseen vaar Jis ke gaal hon ya phir ho koi Sang-e-marmar ki tarshi hoi chamak Jisy dekh kar chaand bhi kahy Meri bhi ho kuch esi hi shaan Jis ke honton ki shabnam kary asar Ke sookhi nadiyan bhi beh uthyn Jis ki piyaas ko tarsy har ek nagar  Ke Sabhi banjar biyabaan baagh Jis ke labon ki narmi ko mangty Han jahan bhar k julistaan Jisy choo lyn wo ek baar bhi  Wo karta rahe isi ki talaash Jis ke jism ko kia man karun bayan Resham ki maanind mulaym sa Jis sy pani giry jesy ho koi Zooron sy behti hoi aabshaar To man kia bataon us ki deed ko Man to...

Broken but Precious 💔

Is dil ny bohot tarpaya ha Har aas ko sooli charhaya ha Jis raah lagaya is dil ny Us raah py maat hi khai ha Samajhaya bohot ha is dil ko Ehsaas py tala laga kar k Par jub bhi kabhi harkat dun to Dil ki zanjeer bhi tooti ha Pagal bana k is dil ny  Galion man awara phiraya ha Mujhe zinda laash bana kar k Mehfil man tanha bethaya ha Hai koi to masla is dil man Itna jo bechain banaya ha Kyun raaton ko saari jagaa kar k Pur nam takiye py sulaya ha Kia abhi bhi dard ha is dil man Jo barson pahly basaya tha Jis yaad ny dil ko jalaya tha Kia ab bhi yaad wo baqi ha Shayad man abi bhi rakhta hun Wo yaad daba k is dil man Wo yaad nahi mera sub kuch ha Jo dil man hamysha rehna ha Is sy hi dil mera chalta ha Is sy hi saans to aati ha Ye tanhai ka sakht jo aalam ha Ye darkan ha mery is dil ki Har raat adhoori rehti ha Jub baat adhoori rehti ha Man kesy luta dun is dil ko Wo dil man aaj bhi rehti ha

The Most Beautiful Altar 🗡

Man tera naam leta hun Man jub uljhan man parta hun Nahin maloom mujh ko k Q tera naam leta hun Meri dunya man hai kaafi Chehel qadmi subhi kuch ki Man jub uktaa k dil kholun To tera naam leta hun Hain Khushiyan bohot si meri Bohot sy gham bhi is man han Khushi man to nahi par gham Man tera naam leta hun Shayad ha sakoon ka aalam Bhara tujh man shuru sy hi To jub bhi ho sakoon darkaar To tera naam leta hun Mery maazi tery andar Sabhi ka hath ha paaya Man jub bhi gumshuda hun to Man tera naam leta hun Hai maloom mujh ko k Nahin milta naya kuch ha Magar jub toot k bikhrun To tera naam leta hun

The Mysterious Familiarity of Moon 🌕

I was looking at the moon with curiosity How do you find sufficient audacity? You are nothing without the help of the sun And you show only borrowed luminosity People look at you when they feel alone And they somehow manage to get along You play major fool out of people's hearts Telling "you have in you the ability" Maybe I was jealous or was I worried I only wanted to get rid of you I kept telling them not to look at you You are not that big of a necessity But I still watch people look at you Telling you" I need you to find my peace" Never understood how you have become People's first and foremost priority But now I have opened my eyes to See the actual thing that is going on It's not you they look at to help them It's your calm and patient personality You hear the problems of everyone Despite of what they have done for you You do not keep tabs on people's money Nor are you concerned...

Beautiful Regret ❤️

This cool breeze has a hint of you This moonlight has been naming you You may know or you may not know This Pleasant weather has a thing for you It has been pulling me towards itself Telling me something I don't know I may get whatever I longed for But I won't have what I had with you I've been running from it ever since I have Experienced the taste of my own triumph Now I know why can't I find peace For the victory was in defeat from you Only hope is to find that it's not too late Only want to talk to you once more But how will I ever get the chance to I'm alive knowing that I lost you Now I sit in lawn looking at the moon That reminds me of good times with you But my mind's at peace with a prayer in it May the blessings find their way to you